TERI YAAD WAFA KAR GAYI

Woh na aaye un ki yaad aa kar wafa kar gayi
Un se milne ki tamana sukon tabha kar gai
Aahat hui socha asar dua kar gai
Darwaza khola to dekha mazaak humse hawa kar gai

*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Dard uthte hain magar aah nahi karte
Koun kehta hai hum wafa nahi karte
Aakhir kyon nahi badalti taqdeer meri
Kiya tum mere haq main dua nahi karte?
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
H
ar aahat ehsas humara dilaygi
Har hawa kissa humara sunayegi
Hum itni yaadain basa dain gaye aap k dil main
Na chahte hue bhi aap ko yaad humari aayegi

*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Apne dil ki sun, afwahon se kam na le
Mujhe yaad rakh, beshak naam na le
Tera vehm hai k bhol gaye hum tujhe.
Meri koi aisi saans nahi jo tera naam na le.

*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*
Meri ankhon main mat dekh tujhe apna bana laingi
Na dil k qareeb aa tujhe mohabbat sikha daingi
Gehra hai tujh se rishta itna k
Khawabon main aaye to teri neendain chura laingi