My Favourite Songs

Ankhiyon Ke Jharokhon Se Maine Dekha Jo Saanware

Tum Door Nazar Aaye Badi Door Nazar Aaye

Band Karke Jharokhon Ko Zara Baithee Jo Sochne

Man Mein Tumhi Muskaye Man Mein Tumhi Muskaye

Ankhiyon Ke Jharokhon Se


Ek Man Tha Mere Paas Woh Ab Khone Laga Hai

Paakar Tujhe Hai Mujhe Kuchh Hone Laga Hai

Ek Tere Bharose Pe Sab Baithee Hoon Bhool Ke

Yoon Hi Umar Guzar Jaye Tere Saath Guzar Jaye

Ankhiyon Ke Jharokhon Se...


Jeeti Hoon Tujhe Dekh Ke Marti Hoon Tumhi Pe

Tum Ho Jahan Saajan Meri Duniya Hai Wahin Pe

Din Raat Dua Maange Mera Man Tere Waaste

Kabhi Apni Ummeedon Ka Kahin Phool Na Murjhaye

Ankhiyon Ke Jharokhon Se...


Maein Jab Se Tere Pyar Ke Rangon Mein Rangi Hoon

Jaagte Hue Soi Nahin Neendon Mein Jagi Hoon

Mere Pyar Bhare Sapne Kahin Koi Na Chheen Le

Man Soch Ke Ghabraye Yahi Soch Ke Ghabraye

Ankhiyon Ke Jharokhon Se...


*********************************************************


Click here to download file
http://rapidshare.com/files/139667719/03_-_EK_PYAR_KA_NAGMA.mp3.html
 
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai - 2
Zindagi aur kuch bhi nahin Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahinTeri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
La la la la la la, la la la la la la
 
Kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai
Jeevan ka matlab to aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se ek umr churaani hai 
Zindagi aur kuch bhi nahinTeri meri kahaani hai 
Ek pyar ka nagma hai...
Tu dhaar hai nadiya ki, main tera kinaara hoon 
Tu mera sahaara hai, main tera sahaara hoon
Aankhon mein samandar hai, aashaaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahinTeri meri kahaani hai 
Ek pyar ka nagma hai ...
Toofaan to aana hai, aakar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuch pal ka, chhaakar dhal jaana hai
Parchhaaniyan reh jaati, reh jaati nishaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin, Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai,  maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahinTeri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai...
 
*********************************************************
Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain (my lips smile even when I am in pain)
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain (whenever I think about the past moments)
Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain...
Chand lamhaat kay waste hi sahih (For the sake of few moments)
Muskura ker mili thi mujhe zindagi (you smiled and i got my life back)
Chand lamhat ke waste hi sahih
Muskura ker mili thi mujhe zindagi
Teri aghosh mein din they mere kate (i spend my days thinking about u)
teri bahon mein thi meri raatein kati (i spent my nights in your arms)
Aj bhi jab wo pal mujh ko yaad atey hian (even today when i think about those moments)
Dil ke sare ghumon ko bhula jatey hian (i forget all the pain in my heart)
Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain
Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain...
Mere kandhe pe sir ko jukhana tera (when you keep your head on my shoulders)
Mere sene mein khud ko chhupana tera (when you hide yourself in my chest)
Mere kandhe pe sir ko jukhana tera
Mere sene mein khud ko chupana tera
A ke meri panhaon mein shamo seher (when you come into my moments day and night)
Kanch ki tarah wo toot jana tera (when you shatter into peices like the glass)
Aj bhi jab wo manzer nazar ajatey hian (even today when i think of those moments)
Dil ki vernainon ko mita jatey hain (i forget the loneliness in my heart )
Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain
Dard mein bhi yeh lab muskura jate hain
Beetey lamhe hamein jab bhi yaad atey hain
Dard meinnnnnnnnn................Beetay lamheeeeeeee................
(The lips keep smiling even when in deep agony)
***************************************************************************************************